Tumhari yaad aati hai to aankhein bheeg jaati hai, Tumhari yaad aati hai to raat beet jaati hai, Bhulana to bahut chaha magar yaadein to yaadein hai, Kabhi hum haar jaate hai kabhi yeh jeet jaati hai.
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye. Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi.!
Tumhari hansi ki ek nazar yaad aati hay, Zindagi ki har shaam subah nazar aati hay, Jab say daikha hay tujhey dil ki aankhon say, Har shakal bus teri hi nazar aati ha.